latest Post

Facebook kaise Fast chalate hai



How to get fast Facebook browsing : Facebook Fast kaise chalaye

Hi Dosto , ham sab internet ka use karte , aur kuch n kuch internet par to karte hi hai lekin kuch se jyada ham yadi biji hote hai to wah hai whatsaap aur facebook. facebook to sab hi chalate hai.dosto se chat karte hai.
ab apne point pe aate hai. ham sab lagbhag jyada 2g network pe internet chalate hai . lekin iski speed bahut hi kam rahati hai.
lekin ham apko batane ja rahe jo ki 2g me bhi fast facebook chala payenge ji ha apne bilkul sahi padha. to aaiye apko batate hain ki aap kaise 2g phone me fast facebook chala sakate hai.

Step One


sabase pahle aapko phone me koi sa bhi browser matlab UC Browser ya Opera mini jo bhi ho usko open karne ka hai . ab open karne ke baad browser me facebook site kholiye ya kahe ki facebook ki site open kare. ab apko khud ke fb id se facebook login kijiye.

Step Two


Ab aapko is step to me kuch jyada nahi bas aapko Facebook me "Settings & Privacy " naam ki setting me jana hota hai. aapko is setting Facebook ki sari setting
1. General
2. Security
3. PrivacyTimeline and Tagging
4. Blocking
5. Language
6. Notifications
7. Text messaging
8. Followers
9. Apps
10. Adverts
11. Payments
12. Support Inbox
mil jayegi. ab aap step three me aage ki jankari dekhiye

Step Three


Ab is last step me apko puri setting samagh me aa jayegi. dosto pahale aap khuli hui setting ki general setting ko open kijiye . General setting me bhi aapko kayi setting jaise

*Name
*Email
*address
*Phone
*Password
*Networks
*Data Usage


hoti hai. sabse niche aap dekhte hai to aapko Data Usage ka option edit karne ka rahata hai. Data usage ke samane Edit pe ok ya click kare jiske open hone ke baad aapko ye teen option milte hai

1. Less (loads faster)
2. Normal
3. More (loads slower)

In teeno Option me se 1st option ko select ya choose karna. is option ko select karne se apka facebook fast chalne lagega.

Is trick ko maine khud try kiya hai .aur apne anubhav ke dwara bata raha hun taki aap bhi fast facebook chala paye . To aap bhi is trick ko ajma kar dekh le aur hame apna anubav comment me jarur share kare isase hame khusi hogi. Is trick se aap kisi bhi browser me fast facebook chala sakte hai

About Unknown

Unknown
Recommended Posts × +

3 comments:

  1. फेसबुक की परफारमेंस बेहतर बनाने की दिशा में आपका यह आर्टिकल बड़ा कदम है। हम सभी अक्‍सर फेसबुक की धीमी गति को लेकर परेशान रहते हैं। आपके आर्टिकल के माध्‍यम से फेसबुक की स्‍पीड बढ़ जाएगी।

    ReplyDelete
  2. बढ़िया जानकारी

    ReplyDelete
  3. बहुत ही सुन्दर प्रस्तुति ..... very nice ... Thanks for sharing this!! :) :)

    ReplyDelete